Reham O Karam
Vishal DadlaniShankar Mahadevan
Reham O Karam 歌词
Reham O Karam -Vishal Dadlani/Shankar Mahadevan
Aaj phir din hua
Phir armaan jagne lagey
Chahatein uthi
Nayi
Lo seenay mein benaam si
Khwaahishein dabi hui
Kayi dil mein kayi
Kya hua kyun bhala
Dil mazaaron se ho gaye
Reham o karam
Ho jaaye dobara
Reham o karam
Ho jaane do ishaara
Reham o karam
Ho jaaye dobara
Reham o karam
Ho jaane do khudara
Tere bina sardi mein woh garmi si na rahi
Na garmi mein hai tere pyaar ki thandak
Pyaar ki thandak
Hoo tere bina badle saare mausam kyun iss tarah
Iss tarah
Kuch bolo lab kholo do yeh bata
Taras gayi baras gayi ab yeh nazar
De do mujhe zindagi nayi
Reham o karam
Ho jaaye dobara
Reham o karam
Ho jaane do ishaara
Reham o karam
Ho jaaye dobara
Reham o karam
Ho jaane do khudara
Dekhun na
Tere bina aaj lagun tanha main
Jaise hoon
Toota hua waqt se ek lamha main
Hoo aake tu mana le hass le hassa le
Rootha rootha jee na paunga
Yaadein sabhi yeh poonchein har ghadi
Tere kyun hain bata aansu chalke
Reham o karam
Ho jaaye dobara
Reham o karam
Ho jaane do ishaara
Reham o karam
Ho jaaye dobara
Reham o karam
Ho jaane do khudara